Assalamu Alaikum aaj main aap sab Logon ke liye Aisi healthy recipe Lai hun jo sardiyon ke hisab se bahut hi zabardast Hai Kyunki Muli sardi mein bahut hi fresh sabzi hai jb Ham isko sabzi ke Taur per khate Hain salad mein bhi khate Hain Muli ke salan aapne bahut banae Honge lekin Kyunki Maine Aalu aur Muli ki bhujiya banaaiye Jiska test bahut hi zabardast hai aur aap khaenge to aapko bahut hi mazedar Lagegi Bade aur Chhote Sabhi maze se khaenge Kyunki Aalu ka aur Muli ke test ka pata hi nahin chalega to Inshallah aapko Hamesha Ki Tarah Meri yah recipe bhi Pasand Aaegi to apni duaon Mein Yad rakhiega Aur meri recipe ko try kijiega aur Mujhe feedback zarur kijiega Shukriya...
1:Mooli250g
2:aaloo 250g
3:mooli leaf 150g
4:tomato 250g 3medium
5:haldi 1/2tsp
6:oil 8tbsp
7:lal mirch powder 1/2tsp
8:kutti lal mirch 1/2tsp
9:salt 1tsp
10:lehsan paste 1/2tsp
11:zeera mota kutta howa 1/2tsp
12:dhaniya mota kutta howa 1 tbsp
13:bari hari mirch 2
1:Mooli250g
2:aaloo 250g
3:mooli leaf 150g
4:tomato 250g 3medium
5:haldi 1/2tsp
6:oil 8tbsp
7:lal mirch powder 1/2tsp
8:kutti lal mirch 1/2tsp
9:salt 1tsp
10:lehsan paste 1/2tsp
11:zeera mota kutta howa 1/2tsp
12:dhaniya mota kutta howa 1 tbsp
13:bari hari mirch 2
- Category
- Healthy food

Be the first to comment